gast ke adab in hindi - गस्त के अदब

             gasht ke adaab in english

gast ke adab in hindi - गस्त के अदब

1.Allah humma salliala sayyadina mohammad wala aalihi sayyadina Mohammad wa bariq wasallim.

               

. 







Gasht ke adaab in roman english

Allah thalaka be hudh shuker aur karam hai ke allah thala ne ham sab ko deen ki mahnath per jama farmaya hai, is waqt hum sab  yaha baite hai ye allah ke fazal se hi baite hai.

3.Abi hum sab ko mill jhul ker ekk mahnath karna hai Aur wo mahnath hai gast wali.

4. Eeman ko bananeke jitnne bi mahnathe hai,  Allah ke raste me gast karna ke Eemaan walo ke pass jake Eemaan ke faiye do ko bathana Aur is Niyyath se Bathana Hamara Apna Eeman Kaise Bad jaye.

5. Abhi Hum namaz padne ke liye Aaye Elaan huwa tho bait gaye kisi ko kisise mula khaath karni thi kisi ko Aham kam se jana tha Abb hum yaha bait gaye aur phir uske baad phire gast karenge tho phir ye Qurbani banegi.

6. Allah thala ke jith ne bhi hidayath ke wade hai magfirath ke wade hai, wo sare wade Qurbani per hai, ke deen ke liye hum kithni qurbani derahe hai, Apne waqth ki Qurbani derahe hai, apne jano mal ki kaisi Qurbani derahe hai.

7. Hazrath Adam A/S se lekar hamare Aakha Hazrath mohammad sallallahu alaihi wasallam thak jithne ne bhi Ambiya karam is duniya me Aaye hai har nabi ne is gast wale amal ko kiya hai.

8. Hazrath mohammad sallallahu alaihi wasallam ne is gast wale amal ko kiya hai.

9. Hazrath abu bakkar siddiq raziallahu anhu rahbar huwa karthe the Aap sallallahu alaihi wasallam mutha kallim huwa karthe the kabi mina ke wadiyon me  kabi makkah ke bazaro me aur kabi haji yo ke khafilo me  Aap sallallahu alaihi wa sallam ne is gast wale amal ko kiya hai.

10. Is gast wale amal se hamara eeman badtha hai aur sab se paheli cheez ye hai ki hame apne niyyat tho ko sudhar ke hame gast karna hai, 

11. Hamari niyyath kya honi chahiye.Ke hum apne Eeman ko banane ke liye apne Bhaiyo Se Eeman ki bath karne ke liye jarahe hai.

12. Hame milega kya is gast wale Amal se sab se pahele cheez Athi hai samne tho is ke bade bade fazail aye hai.Quran pak me Hadees shareef me allah thala Quran pak me kisi jaga farma rahe hai.             gast ke adab 


                         







**kunthum khaira ummathin ukhrijathul linnas  Thamuroona bilmaroof wathan how na Anil munmkar wathuh minuna Billah.**

Tum bahthareen ummath ho, Logo ke liye nikali gayee ho, Hukum dethi ho logo ko achchayi ka Aur rok thi ho unko Burayee se Aur Eemaan lathi ho Allah par. 

Allah thala ne is ummat he mohammadi ya ki taareef kiya hai quran pak me.

13.  Esi thara ha hadees shareef me is ke bade bade faye de ziker huye hai. Jis kisi elakhe me ye jamaat nikal thi hai agar waha koi Qabras than hai wahaper agar kisi murde ko Azaab horaha ho tho Allah thala is jamaat ki barkath se murdo ke Azaab ko filhal ke liye rok dethe hai.

14. Aur is ke alawa Allah ke raste me hum ekk khadam chalenge tho hame 700 khadam chalne ka sawab milega Aur ekk Martha ba subhanallah agar hum apne gar par baithke kahethe hai tho 10 Martha ba kahene ka sawab milega.

15. Yahi hum gast wale amal ke dauran hum 1  martha ba subhanalla  ya alhamdulilla, ya allah hu akbar kahen ge 7 lac martha ba kahene ka sawab milega.

16. Aur kuch riwayat tho (47) saithalees crod's (49) one chass crod's tak milthi hai , Balki is amal per tho Allah thala ke azare azeem ke wade hai ye tho sirf samjhane ke liye crod lac batha diya gaye, Allah thala ke wade tho azare Azeem ke wade hai.Azare Azeem kya hai,  lehaza Jibrael (alaihiwassalam)  se pucha mohammad sallallahu alaihi wasallam ne ke batha eeye Azare Azeem kya hai tho hazrat jibrael Alaihiwassalam ne  kaha ya Nabi ji hum samander ke pani ke khath roko tho gin ke batha sak the hai, zameen me kith ne zarrath hai unko gin ke batha sakte hai Asman se jithne bhi barish hothi hai us ke bundo ko gin ke bathasak the hai, Zameen per jithne bhi ped podhe hai unke path tho ko gin ke batha sak the hai, lekin ye azare azeem kya hai ye nahi batha sakthe. 

17.  Yani ithna zada is Amal per Allah thala sawab Atha farma yenge jis ko khub Allah thala ne Azare Azeem ka wada kiya hai, Honabhi chahiye kyu ki jithne bhi ummathe ayi hai Duniya me har ummath ki ye zummedari thi Allah ke Hukum aur Nabi ke tharikhe per challethe tho kameyab hojathe the, Lekin ummathe mohammadiya ko Allah thala ne 2 zumme dariya diya hai ekk tho ye hai ke Allah ke hukum Aur Nabika thari khe ko pura karna Aur sath sath me dusro ko dawath bhi dena,ye zummedari hai ummate mohammadiya  kyu ke  abb koyi Nabi ane wale nahi hai.

18.  Abb ane wala amal gast wala amal hai 4 amal ka naam gast hai, 

3 Jamathe 3 kam masjid ke andar honge 

ekk jamaat bahar jaye gi bahar jane wali jamaat me farmaya karthe the moulana illyas rahmatulla alai (thil ka asharathul kamila) yani 10 logo ki jamaat  mukammal jamaat hai sathi kam ho ya koi hikmath ho tho kam bhi jasakte hai lekin 3 sathiyo ko chunlena ye usu lo adab hai. 

Ekk rahebar ekk ameer ekk mutha kallim rahbar mukhami hotho bahtar hai ithna chota bhi naho aur buda bhi naho rahbar aisa ho log uske bulane per Aathe ho 

Ameer sab ka kam ye hai bhai jathe waqt jamaat ko Dua karake leke jaye jathe waqth  apne nazro ki hifazath karthe huye jaye raste me koi taqleef dene wali koi cheez ho tho use hatathe huye jaye bazarome choutha kalima galiyo me thees ra kalima parthe huye jaye.Ekk bazu se leker jaye.

Rahbar saab ka kam ye haiki bhai jis kisi bhai ye gar ke pass jaye tho khid ki parde khayal kare jamaat ko ekk bazu khade kare jis kiai bhai ke gar per gaye hai 3 bar awaz de agar darwaza laga huwa hotho 3baar darwaza mare agar bhai ye bahar aye tho unpar nazar dale unho ne shirt pena hai ya nahi chappal pahna hai ya nahi dek ke une mokammal tayaar karke jamaat me jod de.

                                                   gasht ke adaab in roman english

Sirf muthakallim saab baath karenge baath karthe  waqth sabi sathi yo ko dekke baath kare unhe ye nahi lage ke maihi gunhe  gaar hu ithna zada bi baath na kare ke bayan hojaye ithna kam bi na baath kare ki elan hojaye mukh thasar si baath karke nagaath masjid ko lake ki koshish kare agar wo koi uzur pesh kare tho deen ka dayi bana ke isha me aye aur apne dosto ko bhi leker Ane ki dawat de..wapsi me ameer saab ki raye le jaisa kaam karna tha waisa na karsake...Asthagfaar padthe huye wapis masjid ko aye.tho ziker kare ziker se thag gaye tho dua kare.

Darmiyani baath karne wale sathi ka kaam ye haiki ki bahar se jo koi bhi sathi aaye unhe aisa lage ki baath abi shuru huyee hai allah ki bada yee aur nabi ki qurbani aur namaz ke fazail batha the huye sathi yo ka zahan bana ye.

Isthagbal karne wale sathi ka kam ye hai ki jo koi bhai masjid ko aye achche se salam musafa kare unse pooche aapne tho namaz padi hogi nahi pada agar wo kahe tho wazu khana bathake namaz padne ke baad darmiyani jamaat me jod de.Sab karenge na bhai

Please Select Embedded Mode To Show The Comment System.*

Previous Post Next Post