Boiler second class exam questions-बॉयलर द्वितीय श्रेणी परीक्षा प्रश्न
1.Boiler ka steam drum kaha lagaya jata hai ?
A.Boiler ke uper front side me lagaya jata hai.
2.Boiler ka drum kya kam ka karta hai ?
A.Boiler ka drum Steam aur water ko seperate karne ka kam karta hai.
3.Water tube boiler me fire tube boiler me kya faraq hai ?
A.Water tube boiler me pani tubes ke ander se pass hotha hai aur hot combustion fire tubes ke surrounding me hothi hai.
Fire tube boiler me hot combustion gasses tubes ke ander se passes hothi hai aur water tubes ke surrounding me hota hai.
4.Safety Valve kab open hota hai?
A.Steam pressure safety valve set point se adik bad jata hai tho safety valve open hoja tha hai.
5.Konsi device Boiler ka water level ko batha thi hai ?
A.(Water level indicator)Boiler ke water level ko batha tha hai.
6.Boiler ke drum me agar pani high hoga tho kya hoga ?
A.caryover hoga, water steam ke sath ajaye ga. Is se steam lines me gas cuts leak hoja yenge.
7.Boiler pe natural Draft kya provide karta hai ?
A.Chimney Natural draft ko provide karti hai.
8. Boiler pe natural draft kise kahe the hai ?
A.Boiler pe natural draft chimney ko kahe te hai.
9. Saturated steam ko superheated steam me badal ne ka kam konsi device karthi hai?
A.Super heater saturated steam ko super heated steam me badal ne ka kam super heater karta hai.
10.Boiler pe (Blow off) ka kya kam hotha hai ?
A.Boiler Drum ko empty karneke liye aur mud aur sediments scale, corrosion ko remove karne ke liye.
Boiler exam questions and answers hindi
1.Boiler ka blowdown valve fail hojane per kya karo ge ?
A.Feed water Jith na bhi lage hane drum drum level maintain Karna hai.
2. check Karna hai Kitna pani blowdown valve mese passing horaha hai.
3.Agar pani kam loss horaha hai tho Acceptable hai tho boiler running me rakhe, shutdown clearance milnetak.
4.Agar Blowdown valve mese pani bahoth loss horaha hai acceptable nahi hai tho Boiler ko shut down kare Aur Blowdown valve ko change ya repair kare.
2.Boiler (Blast) explosion hone ka kya karan hosakta hai ?
A.Boiler ka pressure high positive hone ke karan bhi Boiler explosion hosakta hai.
2.Agar Boiler protection aur inter locks by pass kar ke chalarahe hai tho use condition me major folt bad jathe hai iske karan bhi boiler explosion hosakta hai.
3.scale aur corrosion agar pressure parts me hoga tho bhi boiler explosion hosakta hai.
3.Boiler ka flue gas outlet temperature (high) badne ka kya karan hosakta hai?
1.Ecnomizer aur (APH)clean kare.
2.Aur maintain kare flue gas temperature as per manufacturer guide yani Aap kis company ka Boiler hai wo jithna flue gas temperature maintain karne ki guide lines diya hai usi prakar hame maintain karna hai.
3.Boiler me Higher moisture content fuel ko burn karrahe hai use condition me bhi flue gas temperature bad tha hai is liye Boiler me limit moisture content wala coal ko burn karrahe hai tho use condition me bhi flue gas temperature bad tha hai is liye boiler me limit moisture wale fuel ko burn karraha hai.
4.Boiler me fuel consumption high bad raha hai iska kya karan hosak tha hai?
*Incomplete combustion horaha hai tho uss condition me bhi coal consumption bad jatha hai.
*Furnace combustion Draft excess air aur fuel moisture maintain karna hai 3ts ke according
*HP aur LP heater se hame ecnomizer inlet feed water ko increase karna hai yani bada na hai.
*Shoot heat transfer achche se nahi horaha hai tho hame shoot blowers ko regularly open karna hai.Aur rated pressure aur temperature ko operate karna hai.
5.Boiler me clinker formation hone ka kya karan hai?
*Low moisture content coal ka uss karnese bi furnace me clinker formation hoga.
*Air ka aur fuel ka mix sahi se nahi hoga tho bi clinker formation hoga.
*Agar hum coal high ash fusion temperature ka use karrahe hai tho uss condition me bi clinker form hosak tha hai.
*Sudden startup ya stop karrahe hai ya power cut horaha hai tho uss condion me bi clinker form hosakta hai.
Agar hum high temperature me boiler ko run karrahe hai uss se boiler ka bed temperature high coal feeding ke karan temperature bad ke clinker form Hoga is liye hame boiler ka bed tempwrature 800 se 900 ke beech me maintain karna hai.
6.Boiler drum me corrosion rate ko kaise control karna hai?
1.Maintain boiler feed water ph desired range ke mothabik.
2.Boiler feed water me oxygen %0.007 ppm tak raakh na hai oxygen scavenger chemical dosing karthe huye.
3.DM water storage tank properly sealed hona chahiye.
4.Condenser leak hai tho jald se jald find karke close karna hai.
5.Boiler shut down me achche se clean karna hai water path aur steam path ko.
Boiler questions and answers hindi-बॉयलर द्वितीय श्रेणी परीक्षा प्रश्न
1. बॉयलर का स्टीम ड्रम कहा लगा जाता है?
A.बॉयलर के अपर फ्रंट साइड में लगा जाता है।
2. बॉयलर का ड्रम क्या काम करता है?
A.बॉयलर का ड्रम स्टीम और वाटर को अलग करने का काम करता है।
3.वाटर ट्यूब बॉयलर में फायर ट्यूब बॉयलर में क्या फरक है?
A.वाटर ट्यूब बॉयलर में पानी ट्यूब के अंदर से पास होता है और हॉट कम्बशन फायर ट्यूब के इर्द-गिर्द मुझे होती है।
फायर ट्यूब बॉयलर में हॉट कम्बशन गैसेस ट्यूब के एंडर से पास होती है और वाटर ट्यूब के इर्द-गिर्द मुझे होता है।
4.सुरक्षा वाल्व कब खुला होता है?
A.स्टीम प्रेशर सेफ्टी वॉल्व सेट प्वाइंट से आदि खराब जाता है तो सेफ्टी वॉल्व ओपन होना था है।
5.कोंसी डिवाइस बॉयलर का वाटर लेवल को बताता था?
A.(वाटर लेवल इंडिकेटर) बॉयलर के वाटर लेवल को बताता था।
6. बॉयलर के ड्रम में अगर पानी हाई होगा तो क्या होगा?
A.कार्योवर होगा, वाटर स्टीम के साथ अजय गा। क्या स्टीम लाइन्स में गैस कट्स लीक होगा।
7. बॉयलर पे नेचुरल ड्राफ्ट क्या देता है ?
A.चिमनी नेचुरल ड्राफ्ट को उपलब्ध कराते हैं।
8.बॉयलर पे नेचुरल ड्राफ्ट किस कहे द है ?
A.बॉयलर पे नेचुरल ड्राफ्ट चिमनी को कहे ते है।
9. सैचुरेटेड स्टीम को सुपर हीटेड स्टीम में बदल ने का काम कोंसी डिवाइस कारथी है?
A.सुपर हीटर सेचुरेटेड स्टीम को सुपर हीटेड स्टीम में बदल ने का काम सुपर हीटर करता है।
10.बॉयलर पे (ब्लो ऑफ) का क्या कम होता है?
A.बॉयलर ड्रम को खाली करने के लिए और मिट्टी और तलछट स्केल, जंग को हटाने के लिए।