Boiler questions and Answers pdf in hindi - बायलर ऑपरेटर इंटरव्यू क़ुएस्तिओन्स

Boiler attendant second and first class boiler exam questions and answers me puche jane wale important questions and answers hum ne is article me diya hai aap ke liye exam ko prepare honeke liye help full rahenge ye questions. 

बॉयलर सवाल और हिंदी में जवाब

बायलर ऑपरेटर इंटरव्यू में पूछे जाने वाले क़ुएस्तिओन्स  और अंसवेरस हमने निचे दिया है आप वो क़ुएस्तिओन्स और अंसवेरस अच्छे से याद रख ले थो आप बायलर एग्जाम को पास करसकते है.


Boiler questions and Answers pdf in hindi - बायलर ऑपरेटर इंटरव्यू क़ुएस्तिओन्स 

 1. Boiler tube kis metal ki bani hothi hai?

A. Boiler ki tubes cast steel ki bani hothi hai.

2. Boiler furnace me konsa pressure maintain kiya jatha hai.

A. Boiler ke furnace me Negative pressure creat kiya jatha hai ye pressure ID fan ke Dara maintain kiya jatha hai.

3. Boiler pe sabse zada loss kise mana jatha hai?

A. (Heat Loss in flue gases) flue gases ki heat ka hum proper utilizes nahi karenge tho Boiler pe sabse zada loss mana jayega. 

4. Ecnomiser laga ke boiler per kya faide hai?

A. Ecnomiser boiler ki efficiency improve kartha hai.aur fuel consumption ko jam karneka kam kartha hai.

5. Boiler pe kithne mechanical safety valve lagana zaruri hai?

A. Boiler pe 2 mechanical safety valve lagana zaruri hai.

6. HRU ki full form kya hai?

A. Heat recovery unit ye Boiler ki Accessories me Aata hai. Aur boiler ki efficiency improve karne ka kam kartha hai.

7. Feed check valve ka Boiler pe kya kam hota hai?

A. Feed check valve pani ke flow ko control karne ka kam karta hai yani hum is valve ko kam ya zada kar sakthe hai apni requirement ke occourdingly ke hum kis flow se pani ko Steam drum ke ander Bhejna hai.

Ye pump ko back flow se prevent kartha hai yani isme ekk (NRV)non return valve laga huwa hotha hai jo steam drum me hai uss ko return vapis nahi aane nahi detha hai.discharge line me aur feed pump ko ye back flow se bachane ka kam kartha hai.

8. Boiler pe safety valve ja kya kam hotha hai ?

A. Jis pressure point pe hum ne safety valve ko set kiya hai agar boiler ke Drum ka pressure kisi karan safety set point se zada badtha hai tho steam pressure ko release karne ka kam kartha hai.

Example :- Ekk example leke samaj the hai manligiye Boiler working pressure hai 9kg/cm2 humne Safety valve ko set kiya hai 9.5 kg/cm2 kisi karan Boiler pressure 9kgaur agar se badkar 9.5 kg per pahunch tha hai tho safety valve open hoke steam ko release karde tha hai. Ye Boiler  ko safe karne ja kam kartha hai.Ye boiler ki safety ke liye lagaya jatha hai.Ye boiler ke mounting me Aatha hai.

9. Boiler ka Black smoke Zada Ane ka kya karan hotha hai ?

A. Boiler furnace me incomplete Combustion ki waja se.

Furnace me fuel ko burn karne ke liye air flow proper nahi lenge tho improper combustion ki waja se CO2 convert hojatha hai {Co} me is liye black smoke zada Aatha hai.Aisa na ho is liye hame ID, FD fans ke droughts ko Balancing me rakhna hai. Thaki furnace me proper combustion ho sake.


steam boiler question and answer pdf in hindi boiler important questions and answers ka pdf book online se download karsakte hai lekin wo book aap ko English me milegee aap hindi pdf book chahate hai tho yaha se le.....boiler question and answers.

Please Select Embedded Mode To Show The Comment System.*

Previous Post Next Post